Sad Shayari
- Jinki tamana dil main thi,
Judai ab hum unki sehte hain,
Fursat nahi unhe humse kuch batein karne ki,
Isliye ab hum har waqt khamosh rehte hain.
Na thi jisko mere pyaar ki kadar,
Ittefaq se usi ko chah raha tha main,
Usi diye ne jalaya mere hathon ko,
Jisko hawa se bacha raha tha main.