Har khushi ko teri taraf mod doon
Tere liye chand taare bhi tod doon
Khushiyo ka darwaza tere liye khol doon
itna kafi hai ya do char aur jhoot bool doon
Tumhari ankhon me bus jane ko ji chahtaa hai
par kya karoo tumhara chashmaa beech me ataa hai
maine kaha raat ko neend nahi aati
Usne kaha asmaan par taare ginaa karo
Wo humare ghar aaye aur diya jala kar chale gaye
Baaki jo bacha tel woh sir me laga ke chale gaye
Zameen se asmaan tak, Zameen se asmaan tak
Zameen se asmaan tak, Hawa hi hawa hai
Tez hawa ka jhonka aaya
Sath me teri khushbu laya
Tab mere dil mein khayal aaya
Aaj bhi mera dost nahi nahaya